『Jab Lala Lajpat Rai Se Bhagat Ka Hua Samna I The Bhagat Singh Story #independenceday』のカバーアート

Jab Lala Lajpat Rai Se Bhagat Ka Hua Samna I The Bhagat Singh Story #independenceday

Jab Lala Lajpat Rai Se Bhagat Ka Hua Samna I The Bhagat Singh Story #independenceday

無料で聴く

ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

Iss episode me suniye 1924 ki us gupt meeting ki kahani, jahan Bhagat Singh, Sukhdev, Bhagwati Bhai aur naye krantikari Yashpal Sharma ne Azadi ki ladai ko teen hisson me baantkar strategy banayi — Jaagrukta, Prachar aur Pratyaksh Andolan. College ke students se lekar mazdoor-kisaan tak, sabko kranti ke raaste par lane ka sankalp liya gaya. Isi dauran Punjab Kesari Lala Lajpat Rai se hui mulaqat ne mahaul ko aur garma diya. Lekin kahani tab mod leti hai jab Bhagat Singh ki nazar ek rahasyamayi shaks par padti hai, jo shayad aane wale khatre ka sanket tha. Kranti ki iss dilchasp kadi me jaaniye, aage Bhagat Singh ki zindagi kaunsa naya mod lene wali hai. #AzadHind #BhagatSingh #Revolution #FreedomStruggle #HindiPodcast #FeverStories #IndianHistory #Krantikari #TrueStory #InquilabZindabad #DeshBhakti
まだレビューはありません