プレビューの再生

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

दोराहा (भाग)

著者: Rakesh Bharmar
ナレーター: Kanupriya Rishimum
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Pratik aur Aayushi ne saath mein MBA kiya, dono ek doosre se pyaar karte the aur unhone tey kiya ki wo saath rahenge. Jab Pratik ne usse kaha ki ek affidavit banwa lete hain ki tum kabhi mere upar shaadi ya bache ka dabav nahi dalogi toh Aayushi ke man ko dhakka laga. Usne mana kiya toh Pratik ne use baahon mein bhar liya. Wo kiraye ke flat mein rehne lage, Aayushi ghar ka sara kharcha uthati aur Pratik bahane banata rehta. Aayushi ko lagne laga ki Pratik uska fayda utha raha hai, dono ke beech manmutav badhne lage. Ayushi ki saheli ne use bataya ki wo naukri chodne wala hai toh Ayushi ka matha thanka aur Pratik baat baat par usse jhalane laga. Isi dauran Prateek ek saptah ki chutti lekar ghar chala gaya, Aayushi bhi mummy papa ke paas chali gayi. Ghar ka pyar paa ke wo Pratik ko bhul gayi, usne Pratik se breakup kar liya.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Pratik aur Aayushi ne saath mein MBA kiya, dono ek doosre se pyaar karte the aur unhone tey kiya ki wo saath rahenge. Jab Pratik ne usse kaha ki ek affidavit banwa lete hain ki tum kabhi mere upar shaadi ya bache ka dabav nahi dalogi toh Aayushi ke man ko dhakka laga. Usne mana kiya toh Pratik ne use baahon mein bhar liya. Wo kiraye ke flat mein rehne lage, Aayushi ghar ka sara kharcha uthati aur Pratik bahane banata rehta. Aayushi ko lagne laga ki Pratik uska fayda utha raha hai, dono ke beech manmutav badhne lage. Ayushi ki saheli ne use bataya ki wo naukri chodne wala hai toh Ayushi ka matha thanka aur Pratik baat baat par usse jhalane laga. Isi dauran Prateek ek saptah ki chutti lekar ghar chala gaya, Aayushi bhi mummy papa ke paas chali gayi. Ghar ka pyar paa ke wo Pratik ko bhul gayi, usne Pratik se breakup kar liya.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

दोराहा (भाग)に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。